Bhalaa Kisi Ki Mohhabbat Lyrics

Bhalaa Kisi Ki Mohhabbat Lyrics Lyrics

“Bhalaa Kisi Ki Mohhabbat” Song Details:

Album/Label: Mehfil (2011)
Singer(s): Ghulam Abbas
Composer(s): Ghulam Abbas
Music Director(s): Ghulam Abbas
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Hamara Music
Starring: Ghulam Abbas
Release on: 28th February, 2011

Bhalaa kisi ki mohhabbat
Mein kya liya maine
Bhalaa kisi ki mohhabbat
Mein kya liya maine
Ke dosto ko bhi dushman
Bana liya maine
Ke dosto ko bhi dushman
Bana liya maine
Bhalaa kisi ki mohhabbat
Mein kya liya maine

Tamaam umra ki khushiyan
Us ashq par kurbaan
Tamaam umra ki khushiyan
Us ashq par kurbaan
Jo teri yaad mein chhup
Kar baha diya maine
Jo teri yaad mein chhup
Kar baha diya maine
Ke dosto ko bhi dushman
Bana liya maine
Bhalaa kisi ki mohhabbat
Mein kya liya maine

Main khud parast bhala
Bandagi ko kya jaanu
Main khud parast bhala
Bandagi ko kya jaanu
Bandagi ko kya jaanu kya jaanu
Main khud parast bhala
Bandagi ko kya jaanu
Jahaan bhi tumne kahaan
Sar juka liya maine
Jahaan bhi tumne kahaan
Sar juka liya maine
Ke dosto ko bhi dushman
Bana liya maine
Bhalaa kisi ki mohhabbat
Mein kya liya maine

Shamin unse nigaahein
Mila hi aakhir
Shamin unse nigaahein
Mila hi aakhir
Ke bijalio ko nashemann
Bana liya maine
Ke bijalio ko nashemann
Bana liya maine
Ke dosto ko bhi dushman
Bana liya maine
Bhalaa kisi ki mohhabbat
Mein kya liya maine.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top