Bhoolkar Reet Saari Lyrics

Bhoolkar Reet Saari Lyrics Lyrics

“Bhoolkar Reet Saari” Song Details:

Movie: Meera Ke Girdhar (1992)
Singer(s): Asha Bhosle
Composer(s): Kanak Raj
Music Director(s): Kanak Raj
Genre(s): Prayer
Music Label: © Ultra
Starring: Upasna Khosla, Parikshat Sahni, Himani Shivpuri

Bhoolkar reet saari
Main baandhu pag mein ghungar
Karun sab kuchh nichhavar
Ke aaye mere girdhar
Lagakar morni ke pankh
Magan main nachungi nachungi
Lagakar morni ke pankh
Magan main nachungi
Lagakar morni ke pankh
Magan main nachungi nachungi
Lagakar morni ke pankh
Magan main nachungi

Bhoolkar reet saari
Main baandhu pag mein ghungar
Karun sab kuchh nichhavar
Ke aaye mere girdhar
Lagakar morni ke pankh
Magan main nachungi nachungi
Lagakar morni ke pankh
Magan main nachungi

Janmo ki yeh pyaas bujhi hain
Aaj humaari duniya sajhi hain
Jeene ki phir aas bandhi hain
Tann mein girdhar
Mann mein girdhar
Chaaron aur mere girdhar
Tann mein girdhar
Mann mein girdhar
Chaaron aur mere girdhar
Lagakar morni ke pankh
Magan main nachungi nachungi
Lagakar morni ke pankh
Magan main nachungi

Phir mohan ki murali baji hain
Ang ang mein jo gunj rahi hain
Adhro par bhi naam yahin hain
Tann mein girdhar
Mann mein girdhar
Chaaron aur mere girdhar
Tann mein girdhar
Mann mein girdhar
Chaaron aur mere girdhar
Lagakar morni ke pankh
Magan main nachungi nachungi
Lagakar morni ke pankh
Magan main nachungi

Bhoolkar reet saari
Main baandhu pag mein ghungar
Karun sab kuchh nichhavar
Ke aaye mere girdhar
Lagakar morni ke pankh
Magan main nachungi nachungi
Lagakar morni ke pankh
Magan main nachungi.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top