Bistar Bichha Diya Hai Lyrics

Bistar Bichha Diya Hai Lyrics Lyrics

“Bistar Bichha Diya Hai” Song Details:

Movie: Hamari Baat (1943)
Singer(s): Arun Kumar, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lyricist(s): Pandit Narendra Sharma
Composer(s): Anil Krishna Biswas
Music Director(s): Anil Krishna Biswas
Genre(s): Romantic
Director(s): M.I. Dharamsey
Music Label: © Saregama
Starring: Devika Rani, Suraiya, David Abraham

Bistar bichha diya hai
Tere dhar ke samne
O tere dhar ke samne
Ghar hamne le liya hai
Tere ghar ke samne
Sun lijo kaan khol ke
O kaan khol ke
Are phir na aaungi
Main phir na aaungi
Na hans patak
Pathar ke samane
Na hans patak
Pathar ke samane
Ghar hamne le liya hai
Tere ghar ke samne

Kal kaam tha jo apna
Aaye to dekhna
Haji dekhana
Dekho ji dekhna
Aa jaungi main
Aa jaungi main
Aapki moter ke samne
Ha moter ke samne
Ghar hamne le liya hai
Tere ghar ke samne

Mai khudkishi ke jurm mein
Karvadu giraftar
Mai khudkishi ke jurm mein
Karvadu giraftar
Karvadu giraftar
Phir tum kya kahoge
Collecter ke samne
O collecter ke samne
Ghar hamne le liya hai
Tere ghar ke samne

Sine se dil nikal kar
Puchne se dil nikal kar
Rakh dunga rakh dunga mejh par
Phir dil tarang, phir dil tarang
Dekhiye nakhtar ke samne
Ha ha nakhtar ke samne
Ghar hamne le liya hai
Tere ghar ke samne

Jo nachkaro se paina hai
Aur kanjaro tej
Kya teek sakoge
Kya teek sakoge aise
Tevar ke samne
Tevar ke samne
Ghar hamne le liya hai
Tere bade aaye ghar lene wale


Nachunga is tarah se
Isharo pe aapke
Nachunga nachungi
Nachunga is tarah se
Isharo pe aapke
Bandar jo nachta hai
Bandar jo
Bandar jo nachta hai
Kalandar ke samne
Kalandar ke samne
Ghar hamne le liya hai
Tere ghar ke samne.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top