Bole Yeh Dil Ka Ishara Lyrics

Bole Yeh Dil Ka Ishara Lyrics Lyrics

“Bole Yeh Dil Ka Ishara” Song Details:

Movie: Santan (1959)
Singer(s): Lata Mangeshkar, Manna Dey
Lyricist(s): Hasrat Jaipuri
Composer(s): Dattaram Wadkar
Music Director(s): Dattaram Wadkar
Genre(s): Romantic
Director(s): Jyoti Swaroop
Music Label: © Saregama
Starring: Rajendra Kumar, Kamini Kadam, Nazir Hasain, Rita Roy

Bole ye dil ka ishara
Aankho ne milke pukara
Jitna hai pyar tumko
Utna hai pyar humko
Pyar amar hai hamara
Bole ye dil ka ishara
Aankho ne milke pukara
Jitna hai pyar tumko
Utna hai pyar humko
Pyar amar hai hamara
Bole ye dil ka ishara

Tum sindur ho meri mang
Ka tum ho nain kajra
Tum suhag ho mere
Pyar ka dil ka tum ho gajra
Tu hai ghata mai hu gagan
Dono ke dil me hai pyar bhara
Tu hai ghata mai hu gagan
Dono ke dil me hai pyar bhara
Bole ye dil ka ishara
Aankho ne milke pukara
Jitna hai pyar tumko
Utna hai pyar humko
Pyar amar hai hamara
Bole ye dil ka ishara

Sare bag me ke phul
Ko humne dil diya hai
Is bahar ko sabke
Samne apna kar liya hai
Dil me lagan teri sajan
Charno me tere ye jivan mera
Dil me lagan teri sajan
Charno me tere ye jivan mera
Bole ye dil ka ishara
Aankho ne milke pukara
Jitna hai pyar tumko
Utna hai pyar humko
Pyar amar hai hamara
Bole ye dil ka ishara
Aankho ne milke pukara
Jitna hai pyar tumko
Utna hai pyar humko
Pyar amar hai hamara
Pyar amar hai hamara
Pyar amar hai hamara
Pyar amar hai hamara
Pyar amar hai hamara
Pyar amar hai hamara.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top