Bolero Lyrics

Bolero Lyrics Lyrics

“Bolero” Song Details:

Label: Play DMF
Singer(s): Preetinder, Asees Kaur
Lyricist(s): Babbu
Music Director(s): Rajat Nagpal
Genre(s): Playful
Music Label: © Play DMF
Starring: Elvish Yadav, Manisha Rani

Tumse Pyar Kahan Hoga
Tum To Faraar Ho Jaate Ho
4 Gaadiyan Aati Hain
Kalli Ko Milne Aate Ho

Logon Ke Haath Jurhate
Jo Mere Aake Baithte Pairon Mein

Choti Choti Baatein Hoti
Rehti Hain Bade Shehron Mein
Choti Choti Baatein Hoti
Rehti Hain Bade Shehron Mein
Tu Baith Ton Sahi Bolero Mein

Tu Poori Hai Meri Aur Adha Gurgaon Apna Hai
10 Saal Pehle Karndiya Jo Ab Logon Ka Sapna Hai
Tu Poori Hai Meri Aur Adha Gurgaon Apna Hai
10 Saal Pehle Karndiya Jo Ab Logon Ka Sapna Hai


Raaton Ko To Sune The
Fire Hote Hain Dopehron Mein
Choti Choti Baatein Hoti
Rehti Hain Bade Shehron Mein
Tu Baith Ton Sahi Bolero Mein

Minister Lagte Ho Babbu
Itna Na Tamjham Karo
Dar Lagta Hai Duniya Se
Ab Itna Bhi Na Naam Karo

Minister Lagte Ho Elvish
Itna Na Tamjham Karo
Dar Lagta Hai Duniya Se
Ab Itna Bhi Na Naam Karo

Oh Abhi To Charche Hote Hain
Kuch Apno Mein Kuch Gairon Mein

Choti Choti Baatein Hoti
Rehti Hain Bade Shehron Mein
Choti Choti Baatein Hoti
Rehti Hain Bade Shehron Mein
Tu Baith Ton Sahi Bolero Mein

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top