Bulbul Aa Tu Bhi Lyrics

Bulbul Aa Tu Bhi Lyrics Lyrics

“Bulbul Aa Tu Bhi” Song Details:

Movie: Shahenshah Babar (1944)
Singer(s): Khursheed Bano
Lyricist(s): Pandit Indra Chandra
Composer(s): Khemchand Prakash
Music Director(s): Khemchand Prakash
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Wajahat Mirza
Music Label: © Saregama
Starring: Sheikh Mukhtar, Khursheed, Sushil, Kumar, Majid, Agha, Yakub Negendra, Laddan, Anwari

Bulbul aa tu bhi gaa
Bulbul aa tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa

Saaz bhara hai gale mein tere
Saaz bhara hai gale mein tere
Soz bhara hai dil mein mere
Soz bhara hai dil mein mere
Gaa gaa ke tu ji bahalaye
Main kya karu tu bata
Gaa gaa ke tu ji bahalaye
Main kya karu tu bata
Tu bata bulbul aa aa
Tu bata bulbul aa aa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa
Bulbul aa tu bhi gaa
Bulbul aa tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa

Jab pyar dil mein aata
Jab pyar dil mein aata
To karar dil se jata
To karar dil se jata
Sharmana jhunjhalana
Ghabrana
Sharmana jhunjhalana
Ghabrana
Ek raaz ke lakh bahaane
Phir bhi naa rahe chhupaa
Ek raaz ke lakh bahaane
Phir bhi naa rahe chhupaa
Na chhupa bulbul aa aa
Na chhupa bulbul aa aa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa
Bulbul aa tu bhi gaa
Bulbul aa tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top