Chaahe Dil Ki Khidki Na Khuley Lyrics

Chaahe Dil Ki Khidki Na Khuley Lyrics Lyrics

“Chaahe Dil Ki Khidki Na Khuley” Song Details:

Movie: Bhool Bhulaiyan (1949)
Singer(s): Mohammed Farooqui
Lyricist(s): Butaram Sharma
Composer(s): Bulo C. Rani
Music Director(s): Bulo C. Rani
Genre(s): Playful
Director(s): Taimur Behramshah
Music Label: © Saregama
Starring: Agha
Release on: 1st January, 1949

Chaahe dil ki khidki
Chaahe dil ki khidki na khuley
Kismat ka phaatak khul gayaa
Haan khul gayaa
Haan khul gayaa
Dil laakh rulaaye
Dil laakh rulaaye
Aur hamein
Kismat ka phaatak
Khul gayaa
Haan khul gayaa
Haan khul gayaa

Ab meharbaan apna dear hai
Ulfat ki line clear hain
Bas jaanoo chakkar near hai
Ye gaadi ulti gear hai
Pehloo mein my dear hai
Ab kiske baap ka fear hai
O dear dear dear dear dear
Dear dear dear dear

Chaahe dil ki khidki
Chaahe dil ki khidki na khuley
Kismat ka phaatak khul gayaa
Haan khul gayaa
Haan khul gayaa
Dil laakh rulaaye
Dil laakh rulaaye aur hamein
Kismat ka phaatak khul gayaa
Haan khul gayaa
Haan khul gayaa

Gar jeenaa hai to pyaar karo
Ek baar nahin sau baar karo
Aankhon se aanken chaar karo
Aur saat lafang taiyyar karo
Pyaar ka tum vyaapaar karo
Ulfat ka bedaa paar karo
Mat daro daro daro daro daro
Daro daro daro daro

Chaahe dil ki khidki
Chaahe dil ki khidki na khuley
Kismat ka phaatak khul gayaa
Haan khul gayaa
Haan khul gayaa
Dil laakh rulaaye
Dil laakh rulaaye aur hamein
Kismat ka phaatak khul gayaa
Haan khul gayaa
Haan khul gayaa.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top