“Chaaye Ghata Janaab” Song Details:
| Album/Label: | Tanha Tanha (2000) |
| Singer(s): | Dilip Kapoor |
| Lyricist(s): | Rahi Kanpur |
| Composer(s): | Utpal Sen |
| Music Director(s): | Utpal Sen |
| Genre(s): | Ghazal |
| Music Label: | © Tips Music |
| Starring: | Dilip Kapoor |
Chaaye ghata janaab
To peena pada mujhe
Chaaye ghata janaab
To peena pada mujhe
Neeyat huyi kharaab
To peena pada mujhe
Chaaye ghata janaab
To peena pada mujhe
Ghumraah kar diya tha
Mujhe unke husn ne
Ghumraah kar diya tha
Mujhe unke husn ne
Woh aaye benaqab to
Peena pada mujhe
Woh aaye benaqab to
Peena pada mujhe
Neeyat huyi kharaab to
Peena pada mujhe
Chaaye ghata janaab to
Peena pada mujhe
Jaana teri kasam main
Sharaabi na tha kabhi
Jaana teri kasam main
Sharaabi na tha kabhi
Iklaaz maah taab to
Peena pada mujhe
Iklaaz maah taab to
Peena pada mujhe
Neeyat huyi kharaab to
Peena pada mujhe
Chaaye ghata janaab to
Peena pada mujhe
Jab daaliyon se phool
Gire tab pata chala
Jab daaliyon se phool
Gire tab pata chala
Ye zindagi hain khwaab to
Peena pada mujhe
Ye zindagi hain khwaab to
Peena pada mujhe
Neeyat huyi kharaab to
Peena pada mujhe
Chaaye ghata janaab to
Peena pada mujhe.


