Chain Lene Nahi Dete Hain Lyrics

Chain Lene Nahi Dete Hain Lyrics Lyrics

“Chain Lene Nahi Dete Hain” Song Details:

Album/Label: Tareef (1996)
Singer(s): Kavita Paudwal
Composer(s): Kuldeep Singh
Music Director(s): Kuldeep Singh
Genre(s): Ghazal
Music Label: © T-Series
Starring: Kavita Paudwal, Jaswant Singh
Release on: 17th August, 1996

Chain lene nahi dete hain zamane wale
Chain lene nahi dete hain zamane wale
Neend le lete hain
Neend le lete hain aankho mein samane wale
Chain lene nahi dete hain zamane wale
Chain lene nahi dete hain zamane wale

Kahin tujhko bhi na tadpade tadap na mera
Kahin tujhko bhi na tadpade tadap na mera
Kahin tujhko bhi na tadpade tadap na mera
Mujhko bhule hue ghum yaad dilanewale
Mujhko bhule hue ghum yaad dilanewale
Neend le lete hain
Neend le lete hain aankho mein samane wale
Chain lene nahi dete hain zamane wale

Shamma mehfil mein jhali hain to jhale parwane
Shamma mehfil mein jhali hain to jhale parwane
Shamma mehfil mein jhali hain to jhale parwane
Aag paani mein lagate hain lagane wale
Aag paani mein lagate hain lagane wale
Neend le lete hain
Neend le lete hain aankho mein samane wale
Chain lene nahi dete hain zamane wale

Jab utha mera janazaa to kahan yun rokar
Jab utha mera janazaa to kahan yun rokar
Jab utha mera janazaa to kahan yun rokar
Haaye kyaa utha gaye nazo ke uthane wale
Haaye kyaa utha gaye nazo ke uthane wale
Neend le lete hain
Neend le lete hain aankho mein samane wale
Chain lene nahi dete hain zamane wale
Zamane wale..zamane wale..zamane wale..
Zamane wale..zamane wale..zamane wale..

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top