“Chala Aaya Pyar” Song Details:
| Movie: | Aashayein (2010) |
| Singer(s): | Mohit Chauhan |
| Lyricist(s): | Mir Ali Husain |
| Composer(s): | Salim Merchant, Sulaiman Merchant |
| Music Director(s): | Salim Merchant, Sulaiman Merchant |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Nagesh Kukunoor |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | John Abraham, Sonal Sehgal, Prateeksha Lonkar, Girish Karnad, Farida Jalal, Ashwin Chitale,Anaitha Nair |
| Release on: | 27th August, 2010 |
Khuwaabon ki lehrain
Khushiyon ke saaye
Khushbu ki kirnain
Dheeme se gaaye
Yahi to hai hamdam
Woh saathi woh
Dilbar woh yaar
Yaadon ke naazuk
Paron pe chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Khuwaabon ki lehrain
Khushiyon ke saaye
Khushbu ki kirnain
Dheeme se gaaye
Yahi to hai hamdam
Woh saathi woh
Dilbar woh yaar
Yaadon ke naazuk
Paron pe chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Mohabbat ka dariya
Ajooba niraala
Jo tera woh paaya
Kabhi na kinaara
Jo bekhof dooba wohi
To pohonch paaya paar
Yaadon ke naazuk
Paron pe chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Kabhi zindagi ko
Sanwaare sajaye
Kabhi mout ko bhi
Gale se lagaaye
Kabhi zindagi ko
Sanwaare sajaye
Kabhi mout ko bhi
Gale se lagaaye
Kabhi jeet uski hai sab
Kuch gaya woh jo haar
Yaadon ke naazuk
Paron pe chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Khuwaabon ki lehrain
Khushiyon ke saaye
Khushbu ki kirnain
Dheeme se gaaye
Yahi to hai hamdam
Woh saathi woh
Dilbar woh yaar
Yaadon ke naazuk
Paron pe chala aaya pyar
Chala aaya pyar
Chala aaya pyar.


