“Chalo Chalo Ri Sakhi Madhuban Mein” Song Details:
| Movie: | Station Master (1942) |
| Singer(s): | Rajkumari Dubey, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) |
| Lyricist(s): | Pyarelal Santoshi |
| Composer(s): | Naushad Ali |
| Music Director(s): | Naushad Ali |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Chimanlal Luhar |
| Music Label: | © Young India Records |
| Starring: | Prem Adib, Kaushalya, Suraiya |
Chalo chalo ri sakhi madhuban mein
Chalo chalo ri sakhi madhuban mein
Mohan hain aanewale
Nana madhav hain aanewale
Nana saajan hain aanewale
Chalo chalo ri sakhi madhuban mein
Chalo chalo ri sakhi
Chalo chalo ri sakhi
Suno suno papihara bola
Haan bola, haan bola
Dekho mor magan ho dola
Haan dola, haan dola
Suno sunoki, haan kooki
Birahaa ki agni phoonki
Haan phooki haan phoonki
Ghir aaye badarwaa kaale
Ghir aaye badarwaa kaale
Mohan hain aanewale
Nana madhav hain aanewale
Nana saajan hain aanewale
Chalo chalo ri sakhi madhuban mein
Aao jhoola jhoolen
Haan jhoolen haan jhoolen
Haan jhoolen saare jag ko bhoolen
Haan bhoolen haan bhoolen
Haan bhoolen, naino mein jhool daale
Naino mein jhool daale
Jhoolenge bansi waale
Jhoolenge bansi waale
Mohan hain aane waale
Haan haan madhav hain aane waale
Haan han saajan hain aane waale
Chalo chalo ri sakhi madhuban mein
Chalo chalo ri sakhi madhuban mein.


