Chalte Hai Garibo Pe Hi Lyrics

Chalte Hai Garibo Pe Hi Lyrics Lyrics

“Chalte Hai Garibo Pe Hi” Song Details:

Movie: Phool Aur Kaante (1948)
Singer(s): Meena Kapoor
Lyricist(s): Vishwamitra Adil
Composer(s): Dada Chandekar
Music Director(s): Dada Chandekar
Genre(s): Sad
Director(s): Achyut Govind Ranade
Music Label: © Saregama
Starring: Lalita Pawar

Chalte hai garibo pe hi
Khanjar naye naye
Chalte hai garibo pe hi
Khanjar naye naye
Ek jaan aur hazaar
Ek jaan aur hazaar
Dangal naye naye

Bhul jaaye intzaar to
Aansoo hi na rahe
Aansoo hi na rahe
Bhul jaaye intzaar to
Aansoo hi na rahe
Aansoo hi na rahe
Daaman pe daag lagte hai
Aksar naye naye
Chalte hai garibo pe hi
Khanjar naye naye

Is zindagi ka rastaa
Katata hi nahi hai
Katata hi nahi hai
Sar phod ne ko dil pe hai
Patthar naye naye
Chalte hai garibo pe hi
Khanjar naye naye

Jinnat ka imtehaan
Kya leta hai zamana
Kya leta hai zamana
Jinnat ka imtehaan
Kya leta hai zamana
Kya leta hai zamana
Sehte rahe hai umr bhar
Zakham naye naye
Ek jaan aur hazaar
Ek jaan aur hazaar
Dangal naye naye
Chalte hai garibo pe hi
Khanjar naye naye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top