Chhalakti Hui Mastiyon Ko Lyrics

Chhalakti Hui Mastiyon Ko Lyrics Lyrics

“Chhalakti Hui Mastiyon Ko” Song Details:

Album/Label: Qatra Qatra (2001)
Singer(s): Ashok Khosla
Composer(s): Kuldeep Singh
Music Director(s): Kuldeep Singh
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Ashok Khosla
Release on: 12th May, 2001

Chhalakti hui
Mastiyon ko chhupale
Chhalakti hui
Mastiyon ko chhupale
Koi un nigaahon se
Mujhko bacha le
Chhalakti hui
Mastiyon ko chhupale
Chhalakti hui
Mastiyon ko chhupale

Ye zulfon ke chhaye
Ye mahtaab chehara
Ye zulfon ke chhaye
Ye mahtaab chehara
Andhero mein palte
Rahe hain ujale
Andhero mein palte
Rahe hain ujale
Koi un nigaahon se
Mujhko bacha le
Chhalakti hui
Mastiyon ko chhupale
Chhalakti hui
Mastiyon ko chhupale

Mohabbat mein hote
To hain mozzehi
Mohabbat mein hote
To hain mozzehi
Humein bhi koi aaj
Shayad mana le
Humein bhi koi aaj
Shayad mana le
Koi un nigaahon se
Mujhko bacha le
Chhalakti hui
Mastiyon ko chhupale
Chhalakti hui
Mastiyon ko chhupale

Woh paaon ke kisse
Usulo ki baate
Woh paaon ke kisse
Usulo ki baate
Bahot sun chuke
Dost tu bhi sunale
Bahot sun chuke
Dost tu bhi sunale
Koi un nigaahon se
Mujhko bacha le
Chhalakti hui
Mastiyon ko chhupale
Chhalakti hui
Mastiyon ko chhupale
Koi un nigaahon se
Mujhko bacha le
Chhalakti hui
Mastiyon ko chhupale
Chhalakti hui
Mastiyon ko chhupale.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top