Chhoti Si Kahani Se Lyrics

Chhoti Si Kahani Se Lyrics Lyrics

“Chhoti Si Kahani Se” Song Details:

Movie: Ijaazat (1987)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Gulzar
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Rain
Director(s): Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Label: © Sa Re Ga Ma
Starring: Rekha, Naseeruddin Shah, Anuradha Patel, Ram Mohan, Sulabha Deshpande, Dina Pathak
Release on: 31st August, 1987

Lalalala
Chhoti si kahani se
Barisho ke pani se
Sare wadi bhar gayi lalala
Chhoti si kahani se
Barisho ke pani se
Sare wadi bhar gayi lalala
Na jaane kyun dil bhar gayaa
Na jaane kyun ankha bhar gayi

Shakho pe pate the
Pato pe boonde thi
Boondo pe pani tha
Pani mein ansoo the
Aaah aaah aaah
Shakho pe pate the
Pato pe boonde thi
Boondo pe pani tha
Pani mein ansoo the
Aaah aaah aaah

Chhoti si kahani se
Barisho ke pani se
Sare wadi bhar gayi lalala
Na jaane kyun dil bhar gayaa
Na jaane kyun ankha bhar gayi

Dil mein giley bhie the
Pahele mile bhi thie
Milke paraye thie
Do ham saaye thie
Aaah aaah aaah
Dil me giley bhie the
Pahele mile bhi thie
Milke paraye thie
Do ham saaye thie
Aaah aaah aaah lalala


Chhoti si kahani se
Barisho ke pani se
Sare wadi bhar gayi lalala
Na jaane kyun dil bhar gayaa
Na jaane kyun ankha bhar gayi

Rukti hai thamti hain
Kabhi barasti hain
Badal pe paav rakhake
Baris machaltie hain
Aaah aaah aaah
Rukti hain thamti hain
Kabhi barasti hain
Badal pe paav rakhake
Baris machaltie hain
Aaah aaah aaah

Chhoti si kahani se
Barisho ke pani se
Sare wadi bhar gayi lalala
Na jaane kyun dil bhar gayaa
Na jaane kyun ankha bhar gayi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top