“Chupke Chupke Raat Din” Song Details:
| Movie: | Nikaah |
| Singer(s): | Ustad Ghulam Ali |
| Lyricist(s): | Maulana Hasrat Mohani |
| Composer(s): | Ustad Ghulam Ali |
| Music Director(s): | Ustad Ghulam Ali |
| Genre(s): | Ghazal |
| Director(s): | Baldev Raj Chopra |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Raj Babbar, Deepak Parashar, Salma Agha |
| Release on: | 24th September, 1982 |
Chupke chupke raat din
Aansu bahaana yaad hai
Chupke chupke raat din
Aansu bahaana yaad hai
Hamko abb tak aashikui
Kaa woh jamaana yaad hai
Chupke chupke raat din
Aansu bahaana yaad hai
Khench le naa woh mera
Parde kaa kona daffatan
Khench le naa woh mera
Parde kaa kona daffatan
Aur dupatte se teraa woh
Munh chhupaana yaad hai
Hamko abb tak aashikui
Kaa woh jamaana yaad hai
Chupke chupke raat din
Aansu bahaana yaad hai
Dopehar kee dhup me
Mere bulaane ke liye
Dopehar kee dhup me
Mere bulaane ke liye
Woh teraa kothe pe
Nange paanv aana yaad hai
Hamko abb tak aashikui
Kaa woh jamaana yaad hai
Chupke chupke raat din
Aansu bahaana yaad hai.


