Daga Beimaan Dai Gaya Lyrics

Daga Beimaan Dai Gaya Lyrics Lyrics

“Daga Beimaan Dai Gaya” Song Details:

Movie: Charitraheen (1974)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Item Number
Director(s): Shakti Samanta
Music Label: © Saregama
Starring: Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore
Release on: 1st January, 1974

Dil dai ke jan le gaya
Dil dai ke jan le gaya
Daga beiman dai gaya
Daga beiman dai gaya
Dai gaya daga beiman dai gaya

Purab disha se chupke se aake
Bindiya bhi luti nindiya bhi luti
Purab disha se chupke se aake
Bindiya bhi luti nindiya bhi luti
Chain churake chain churake
Ho chain churake dil me samake
Arman banke mehman banke
Ghar ka saman lai gaya
Ghar ka saman lai gaya
Daga beiman dai gaya
Dai gaya daga beiman dai gaya

Pital ki jhuthi dekar anguthi
Kha kha ke kasme kar ke yu bas me
Pital ki jhuthi dekar anguthi
Kha kha ke kasme kar ke yu bas me
Ik din akeke haye re haye re
Ek din akele phulo ke mele
Kar ke bahane kaliya dikhane
Wo gulsitan le gaya
Wo gulsitan le gaya
Daga beiman dai gaya
Dai gaya daga beiman dai gaya
Dil dai ke jan le gaya
Daga beiman dai gaya
Daga beiman dai gaya
Dai gaya daga beiman dai gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top