Dard-E-Dil Tu Hi Bata Lyrics

Dard-E-Dil Tu Hi Bata Lyrics Lyrics

“Dard-E-Dil Tu Hi Bata” Song Details:

Movie: Jashan (1955)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Rajendra Krishan
Composer(s): Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director(s): Roshanlal Nagrath (Roshan)
Genre(s): Sad
Director(s): S. Shamsuddin
Music Label: © Saregama
Starring: Agha, Karan Dewan, Kuldip Kaur, Murad, Pran, Randhir, Vyjayanthimala, Johnny Walker

Dard-e-dil tu hi bata
Yeh kaisi gham ki sham hai
Is jaha mein kya wafa ka
Bewafai naam hai kya
Bewafai naam hai
Dard-e-dil tu hi bata
Yeh kaisi gham ki sham hai
Is jaha mein kya wafa ka
Bewafai naam hai kya
Bewafai naam hai

Jis khushi ne pahle pahle
Dil ko hota tha karar
Dil ko hota tha karar
Jis khushi ne pahle pahle
Dil ko hota tha karar
Dil ko hota tha karar
Aye ghame dil us khushi ka
Kya yahi anjam hai
Is jaha me kya wafa ka
Bewafai naam hai kya
Bewafai naam hai

Aye hawa us se yeh kahna
Aajkal tere baiger aajkal tere baiger
Aye hawa us se yeh kahna
Aajkal tere baiger aajkal tere baiger
Sans pili na hamare vaste ilzam hai
Is jaha mein kya wafa ka
Bewafai naam hai kya
Bewafai naam hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top