Dard Ke Mare Lyrics

Dard Ke Mare Lyrics Lyrics

“Dard Ke Mare” Song Details:

Movie: Hangama (1952)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Rajendra Krishan
Composer(s): Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Director(s): Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Genre(s): Sad
Music Label: © Saregama
Starring: Nasir Khan, Nutan, Gope, Yakub, David, K N Singh, Raj Mehra, Cuckoo

Dard ke mare huye
Aur pyar ke lute huye
Kaun si duniya mein jayenge
Yeh dil tute huye
Dard ke mare huye

Char din ki is judai mein
Samjh baitha hai dil
Samjh baitha hai dil
Ek zamana ho gaya
Ek zamana ho gaya
Tumne humse chhute huye
Dard ke mare huye
Aur pyar ke lute huye
Kaun si duniya mein jayenge
Yeh dil tute huye
Dard ke mare huye

Kuch suhane khwab dekhe the
Mohabbat ne kabhi
Kuch suhane khwab dekhe the
Mohabbat ne kabhi
Mohabbat ne kabhi
Haye re kismat wo taare
Haye re kismat wo taare
Aap ab chhute huye
Dard ke mare huye
Aur pyar ke lute huye
Kaun si duniya mein jayenge
Yeh dil tute huye
Dard ke mare huye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top