Dard Mila Hai Lyrics

Dard Mila Hai Lyrics Lyrics

“Dard Mila Hai” Song Details:

Movie: Anmol Ratan (1950)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Composer(s): Vinod
Music Director(s): Vinod
Genre(s): Sad
Director(s): M. Sadiq
Music Label: © Saregama
Starring: Karan Dewan, Meena Kumari, Madan Puri, Gope, Gulab, Nirmala
Release on: 1st January, 1950

Dard mila hai tere pyar ki nishani
O dene wale teri meharbani
Haye dard mila hai
Tere pyar ki nishani
O dene wale teri meharbani
Haye dard mila hai

Laila ke kisse majnu ki kahani
Sara jag gaye laila ke kisse
Majnu ki kahani sara jag gaye
Heer ki chahe ranjhe ki aahe
Hum kuy the aaye
Aaja ban jaye apni bhi kahani
Teri meri preet ab to hui purani
Haye dard mila hai
Tere pyar ki nishani
O dene wale teri meharbani
Haye dard mila hai

Aankho mein aankhe
Dil mein dil rakhlo
Dur ho gile aankho mein
Aankhe dil mein dil rakhlo
Dur ho gile bite mahine hum
To ji bharke kabhi na mile
Barkha ke din ho ya rat suhani
Mere dikhe dil ki
Tune kabhi na mani
Haye dard mila hai
Tere pyar ki nishani
O dene wale teri meharbani
Haye dard mila hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top