“Dard Se Mera Daman Bhar De” Song Details:
| Album/Label: | Sajda (1991) |
| Singer(s): | Lata Mangeshkar |
| Composer(s): | Jagjit Singh |
| Music Director(s): | Jagjit Singh |
| Genre(s): | Sad |
| Music Label: | © Saregama |
Allah….allah….
O dard se mera daaman bharde ya allah
O dard se mera daaman bharde ya allah
Phir chahe deewana karde ya allah
O dard se mera daaman bharde ya allah
Maine tujh se chaand sitaare kab maange
Maine tujh se chaand sitaare kab maange
Roshan dil bedaar nazar de ya allah
O dard se mera daaman bharde ya allah
Suraj si ek cheez to hum sab dekh chuke
Suraj si ek cheez to hum sab dekh chuke
Sachmuch ki ab koi saher de ya allah
O dard se mera daaman bharde ya allah
Ya dharti ke zakhmon par marham rakhde
Ya dharti ke zakhmon par marham rakhde
Ya mera dil patthar kar de ya allah
O dard se mera daaman bharde ya allah.


