“Dekh Dekh Duniya” Song Details:
| Movie: | Mujrim Kaun Khooni Kaun |
| Singer(s): | Asha Bhosle |
| Lyricist(s): | Anjum Jaipuri |
| Composer(s): | Bipin Babul |
| Music Director(s): | Bipin Babul |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Jairaj, Indira, Bela Bose, Asit Sen, Sapru |
Dekh dekh duniya ke rang
Haye re haye re main
To reh gayi dang
Haye re haye re main
To reh gayi dang
Dekh dekh duniya ke rang
Haye re haye re main
To reh gayi dang
Haye re haye re main
To reh gayi dang
Kaisa yeh zamana aaya ho
Kaisa yeh zamana
Aaya raam kasam
Haye re haye re main
To reh gayi dang
Haye re haye re main
To reh gayi dang
Dekhi hai duniya ki jadugari
Muh mein hai radha
Man mein chhuri
Dil bhi bura hai nazar bhi buri
Nahi iska dharam kare
Juthe yeh karam
Kaisa yeh zamana aaya ho
Kaisa yeh zamana
Aaya raam kasam
Haye re haye re main
To reh gayi dang
Haye re haye re main
To reh gayi dang
Dekh dekh duniya ke rang
Haye re haye re main
To reh gayi dang
Haye re haye re main
To reh gayi dang.


