Dekh Gagan Mein Lyrics

Dekh Gagan Mein Lyrics Lyrics

“Dekh Gagan Mein” Song Details:

Movie: Muqaddar (1950)
Singer(s): Nalini Jaywant
Lyricist(s): Raja Mehdi Ali Khan
Composer(s): Bhola Shreshtha, James Singh, Khemchand Prakash
Music Director(s): Bhola Shreshtha, James Singh, Khemchand Prakash
Genre(s): Happy (Feel Good)
Music Label: © Saregama
Starring: Kishore Kumar, Nalini Jaywant, Krishnakant, Sajjan, Iftekhar, Sofia, Neelam Kothari, Samson

Dekh gagan mein
Dekh gagan mein kali ghata
Kya kehti hai kehti hai
Dekh gagan mein

Door kahi door kahi
Koyal ki sada
Kya kehti hai kehti hai
Dekh gagan mein

Roz aaye aisi raate
Roz aaye aisi raate
Jaan le mere man ki baate
Kaise kahu sharmayi nigah
Kya kehti hai kehti hai
Dekh gagan mein

Aankho ki jo baat mane
Tum bedard hai
Tum bedard hai tu kya jaane
Husn ki har khamosh ada
Kya kehti hai kehti hai
Dekh gagan mein

Ise mohabbat hai batlade
Ha prem ras ras barsade
Dekh pawan ki mast ghataye
Dekh pawan ki mast hawa
Kya kehti hai kehti hai
Dekh gagan mein
Dekh gagan mein kali ghata
Kya kehti hai kehti hai
Dekh gagan mein.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top