Dekha Mujhe To Lyrics

“Dekha Mujhe To” Song Details:

Album/Label: Chand Parosa Hai
Singer(s): Bhupinder Singh
Lyricist(s): Gulzar
Composer(s): Bhupinder Singh
Music Director(s): Bhupinder Singh
Genre(s): Sad
Music Label: © Times Music
Starring: Bhupinder Singh, Mitali Singh, Gulzar
Release on: 15th February, 2013

Dekha mujhe to shaam ka
Chehra utar gaya
Chehra utar gaya
Dekha mujhe to shaam ka
Chehra utar gaya
Leta hua tha kabra mein
Aur din guzar gaya
Dekha mujhe to shaam ka
Chehra utar gaya
Chehra utar gaya
Chehra utar gaya

Aawaz goonjti hui,
Paazeb ki gayi
Aawaz goonjti hui,
Paazeb ki gayi
Aawaz goonjti hui,
Paazeb ki gayi
Dariya mein tairta hua,
Koi bhanvar gaya
Dariya mein tairta hua,
Koi bhanvar gaya
Koi bhanvar gaya
Dekha mujhe to shaam ka
Chehra utar gaya
Chehra utar gaya
Chehra utar gaya

Jo shaks har gunaah mein
Shaamil tha mere saath
Jo shaks har gunaah mein
Shaamil tha mere saath
Jo shaks har gunaah mein
Shaamil tha mere saath
Har roz uth ke poochta hoon,
Wo kidhar gaya
Har roz uth ke poochta hoon,
Wo kidhar gaya
Wo kidhar gaya
Leta hua tha kabra mein
Aur din guzar gaya
Dekha mujhe to shaam ka
Chehra utar gaya
Chehra utar gaya
Chehra utar gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top