Dekhne Wale Dekh Lyrics

Dekhne Wale Dekh Lyrics Lyrics

“Dekhne Wale Dekh” Song Details:

Movie: Love And Murder (1966)
Singer(s): Mohammed Rafi
Lyricist(s): Shewan Rizvi
Composer(s): O. P. Nayyar
Music Director(s): O. P. Nayyar
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Raja Paranjpe
Music Label: © Saregama
Starring: Prithviraj Kapoor, Jaymala, Ramesh Deo, Helen

Dekhne wale dekh karishma yaaro ka
Takt milaya hoga takta charo ka
Dekhne wale dekh karishma yaaro ka
Takt milaya hoga takta charo ka
Dekh palat jane kidhar hai
Kisi ki topi kisi ke sar hai
Hath safai bada hunar hai
Naam hamara jadugar hai
Hosh uda de bade bade hoshiyaro ka
Dekhne wale dekh karishma yaaro ka
Takt milaya hoga takta charo ka

Churi baghal me raam ka nara
Gale laga ke phere aara
Aankhe ho to dekh najara
Raat mein suraj din me tara
Khel yaha sab paise ki snasaro ka
Dekhne wale dekh karishma yaaro ka
Takt milaya hoga takta charo ka

Ajab hai naksa aaj sahar ka
Kahi chatakha kahi pataka
Dur kahi par hua damaka
Koi na samjha sukr khudah ka
Sahar me hoga ye shor kal akhbaro ka
Dekhne wale dekh karishma yaaro ka
Takt milaya hoga takta charo ka
Dekhne wale dekh karishma yaaro ka
Takt milaya hoga takta charo ka.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top