“Dhadkane Azad Hain (Title)” Song Details:
| Album/Label: | Dhadkane Azad Hain (2017) |
| Singer(s): | Shreya Ghoshal |
| Lyricist(s): | Manoj Muntashir |
| Composer(s): | Deepak Pandit |
| Music Director(s): | Deepak Pandit |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Parasher Baruah |
| Music Label: | © Shreya Ghoshal Official |
| Starring: | Shreya Ghoshal |
| Release on: | 9th July, 2017 |
Dhadkane azad hain…
Pehre laga kar dekh lo
Dhadkane azad hain
Pehre laga kar dekh lo
Pyaar chhupta hi nahin…
Pyaar chhupta hi nahin
Tum chhupa kar dekh lo
Dhadkane azad hain
Pehre laga kar dekh lo
Chaahe jitni door hon
Chaahe jitna hon khafa…
Chaahe jitni door hon
Chaahe jitna hon khafa
Laut kar aa jayenge
Tum bula kar dekh lo
Pyaar chhupta hi nahin
Ho… pyaar chhupta hi nahin
Tum chhupa kar dekh lo
Dhadkane azad hain
Pehre laga kar dekh lo…
Sheher-e-dil mein aaj bhi
Hain charagaan tumse hi
Sheher-e-dil mein aaj bhi
Hain charagaan tumse hi
Kuch nahin badla yahaan
Aao, aa kar dekh lo
Pyaar chhupta hi nahin
Ho.. Pyaar chhupta hi nahin
Tum chhupa kar dekh lo
Dhadkane azad hain
Pehre laga kar dekh lo..


