Dharti Hamari Lyrics

Dharti Hamari Lyrics Lyrics

“Dharti Hamari” Song Details:

Album/Label: Hotline (1987)
Singer(s): Zohaib Hassan
Lyricist(s): Sabir Zafar
Composer(s): Biddu Appaiah
Music Director(s): Biddu Appaiah
Release on: 24th November, 1987

Dharti hamri hain
Aasmaan hamara hain
Rasta yahin manzil yahin
Dhoop main saya hain
Ho ho ho aankhon pe chhaya hain

Dharti hamri hain
Aasmaan hamara hain
Rasta yahin manzil yahin
Dhoop main saya hain
Ho ho ho aankhon pe chhaya hain

Sab ke zaban pe hain pakistan
Pakistan pakistan pakistan
Kya ho zindgani agar hum
Na pakistani pakistani
Dharti hamri hain
Aasmaan hamara hain
Rasta yahi manzil yahi
Dhoop main saya hain
Ho ho ho aankhon pe chhaya hain

Sindhi panjabi balochi pathan
Haath main haath jaan se jaan
Yahan to ghair nahin
Hum saab hain pakistani
Tu hain meri manzil
Andhere main roshni
Sitaroon jaisi yeh zameen
Chamakti dhamakti

Dharti hamri hain
Aasmaan hamara hain
Rasta yahin manzil yahin
Dhoop main saya hain
Ho ho ho aankhon pe chhaya hain
Ho ho ho aankhon pe chhaya hain.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top