Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar Lyrics

Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar Lyrics Lyrics

“Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar” Song Details:

Movie: Naag Panchami (1953)
Singer(s): Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist(s): Gopal Singh Nepali
Composer(s): Chitragupta Shrivastava
Music Director(s): Chitragupta Shrivastava
Genre(s): Sad
Director(s): Raman B. Desai
Music Label: © Saregama
Starring: Manhar Desai, Nirupa Roy, Bipin Gupta, B M Vyas

Dulhan bani ek abhagini
Piya ki arthi leke chali
Sati hone chali wo suhagani
Arthi nahi nari
Ka sansar ja raha hai
Bhagwan tere ghar
Ka singar ja raha hai
Bajta tha jivan git
Do sanso ke taro me
Do sanso ke taro me
Tuta hai dukh ka
Tar wo ja raha hai
Bhagwan tere ghar
Ka singar ja raha hai

Jalna tha tab tak tan
Ki jalti rahe chingari
Jalti rahe chingari
Jalna tha tab tak tan
Ki jalti rahe chingari
Jalti rahe chingari
Ujle ko ab jivan
Ka angar ja raha hai
Bhagwan tere ghar
Ka singar ja raha hai
Bhagwan tere ghar
Ka singar ja raha hai

Aise bichhde do sathi
Bhavsagar ki laharo me
Aise bichhde do sathi
Sajni majhdar sajan
Us par ja raha hai
Bhagwan tere ghar
Ka singar ja raha hai
Bhagwan tere ghar
Ka singar ja raha hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top