“Dhoonden Tujh Ko Nain Deewaane” Song Details:
| Movie: | Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai |
| Singer(s): | Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor |
| Lyricist(s): | Raja Mehdi Ali Khan |
| Composer(s): | Madan Mohan |
| Music Director(s): | Madan Mohan |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Naresh Saigal |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Mala Sinha, Dharmendra, Anoop Kumar |
Dhunde tujhko nain deewaane aaja aaja rey
In naino ki pyas bhujhane aaja aaja rey
Dhunde tujhko nain deewaane
Dhunde tujhko nain deewaane aaja aaja rey
In naino ki pyas bhujhane aaja aaja rey
Dhunde tujhko nain diwane aaja aaja rey
In naino ki pyas bhujhane aaja aaja rey
Haste haste aaj deewaane milange
Tu jab aaye phul hazro khilenge
Haste haste aaj deewaane milange
Tu jab aaye phul hazro khilenge
Jaag uthenge sab virane
Aaja aaja rey, aaja aaja rey
Dil ka hai ye haal tumhari lagan me
Jaise koi phul akela chaman me
Dil ka hai ye haal tumhari lagan me
Jaise koi phul akela chaman me
Asha kae phul khilane aaja aaja rey
Dhunde tujhko nain deewaane aaja aaja rey
In naino ki pyas bhujhane aaja aaja rey.


