Dil Bhi Diya To Kisko Diya Lyrics

Dil Bhi Diya To Kisko Diya Lyrics Lyrics

“Dil Bhi Diya To Kisko Diya” Song Details:

Movie: Meena Bazaar
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Qamar Jalalabadi
Composer(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director(s): Bhagatram Batish
Genre(s): Sad
Director(s): Ravindra Dave
Music Label: © Columbia Records
Starring: Shyam Kumar, Nargis Dutt, Om Parkesh, Gope

Tujhe barbaad karna thha
Mujhe barbaad hona thha aa aa
Teri kismat mein hansna thha aa aa
Meri kismat mein rona thha

Haay dil bhi diya to kisko diya
Haay dil bhi diya to kisko diya
Ek din baalam ek din jaalam
Haay pyaar kiya to kis’se kiya
Ek din baalam ek din jaalam
Haay dil bhi diya to kisko diya

Bereham tune mujhe aye
Bereham tune mujhe
Ik roz nibhaay thha udna
Jab udne lagi par kaat diye
Jab udne lagi par kaat diye
Ek din baalam ek din jaalam
Haay dil bhi diya to kisko diya

Dekha thha mohabbat ne sapna aa
Dekha thha mohabbat ne sapna
Le jaaoge mujhko kinaare par
Toofaan mein laakar chhod diya
Toofaan mein laakar chhod diya
Ek din baalam ek din jaalam
Haay dil bhi diya to kisko diya
Ek din baalam ek din jaalam
Haay dil bhi diya to kisko diya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top