Dil Dhadakne Ka Sabab Lyrics

Dil Dhadakne Ka Sabab Lyrics Lyrics

“Dil Dhadakne Ka Sabab” Song Details:

Album/Label: Mehfil
Singer(s): Pankaj Udhas
Lyricist(s): Nasir Ali Nasir
Composer(s): Pankaj Udhas
Music Director(s): Pankaj Udhas
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music
Starring: Pankaj Udhas
Release on: 19th September, 1983

Raat yun dil mein
Teri khoyi huyi yaad aayi
Jaise viraane mein
Chupke se bahaar aaj aaye
Jaise sehraav mein
Hole se chale baadal si
Jaise bimaar ho
Bewajah karaar aa jaaye

Dil dhadakne ka sabab yaad aaya
Dil dhadakne ka sabab yaad aaya
Woh teri yaad thi, ab yaad aaya
Dil dhadakne ka sabab yaad aaya
Woh teri yaad thi, ab yaad aaya
Dil dhadakne ka sabab yaad aaya

Aaj mushkil tha sambhalna aye dost
Aaj mushkil tha sambhalna aye dost
Aaj mushkil tha sambhalna aye dost
Tu musibat main ajab yaad aaya
Tu musibat main ajab yaad aaya
Woh teri yaad thi, ab yaad aaya
Dil dhadhkne ka sabab yaad aaya

Haal e dil hum bhi sunate lekin
Haal e dil hum bhi sunate lekin
Haal e dil hum bhi sunate lekin
Haal e dil hum bhi sunate lekin
Jub woh rukhsat huwa tab yaad aaya
Jub woh rukhsat huwa tab yaad aaya
Woh teri yaad thi ab yaad aaaya
Dil dhadakne ka sabab yaad aaya

Baith kar saaya e gul mein nasir
Baith kar saaya e gul mein nasir
Baith kar saaya e gul mein nasir
Hum bohut roye woh jub yaad aaya
Hum bohut roye woh jub yaad aaya
Woh teri yaad thi ab yaad aaaya
Dil dhadakne ka sabab yaad aaya


Woh teri yaad thi, ab yaad aaya
Dil dhadakne ka sabab yaad aaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top