Dil Dukhate Hi Chale Lyrics

“Dil Dukhate Hi Chale” Song Details:

Album/Label: Sadgi (2000)
Singer(s): Sadat Bin Ashraf
Lyricist(s): Sadat Bin Ashraf
Composer(s): Sadat Bin Ashraf
Music Director(s): Sadat Bin Ashraf
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Tips Music
Starring: Sadat Bin Ashraf

Dil dukhate hi chale jaate hai
Dil dukhate hi chale jaate hai
Hum mohabbat ki saza paate hai
Dil dukhate hi chale jaate hai

Jis adda ka koi jawaab nahin
Jis adda ka koi jawaab nahin
Baato baato mein ruth jaate hai
Baato baato mein ruth jaate hai
Hum mohabbat ki saza paate hai
Dil dukhate hi chale jaate hai

Jooth ki iss kadar huyi aadat
Jooth ki iss kadar huyi aadat
Kasmein khate hai bhul jaate hai
Kasmein khate hai bhul jaate hai
Hum mohabbat ki saza paate hai
Dil dukhate hi chale jaate hai

Unke aajaane ki khushi mein hum
Unke aajaane ki khushi mein hum
Apni kehna hi bhul jaate hai
Apni kehna hi bhul jaate hai
Hum mohabbat ki saza paate hai
Dil dukhate hi chale jaate hai

Karke barbaad chhod dete hai
Karke barbaad chhod dete hai
Baad humdardiyan jata te hai
Baad humdardiyan jata te hai
Hum mohabbat ki saza paate hai
Dil dukhate hi chale jaate hai
Hum mohabbat ki saza paate hai
Dil dukhate hi chale jaate hai.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top