Dil Ka Lagana Khel Na Jano Lyrics

Dil Ka Lagana Khel Na Jano Lyrics Lyrics

“Dil Ka Lagana Khel Na Jano” Song Details:

Album/Label: Asha Aur Khayam (1997)
Singer(s): Asha Bhosle
Lyricist(s): Muqtida Hasan Nida Fazli
Composer(s): Mohammed Zahur Khayyam
Music Director(s): Mohammed Zahur Khayyam
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Universal Music

Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana mushkil hai
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana khel na jano
Jis par dil aa jaaye usko
Dil se bhulana mushkil hain
Dil ka lagana khel na jano

Dil deewana jaane kiska
Rasta takta rehta hai
Dil deewana jaane kiska
Rasta takta rehta hai
Woh toh shayad khwaab tha uska
Woh toh shayad khwaab tha uska
Laut ke aana mushkil hai
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana khel na jano

Baat ghazab ho tanhaai bhi
Aksar achhi lagati thi
Baat ghazab ho tanhaai bhi
Aksar achhi lagati thi
Bichhad gaye toh
Yun lagta hai
Bichhad gaye toh
Yun lagta hai
Usko bhulana mushkil hai
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana mushkil hai
Dil ka lagana khel na jano

Ghazalo se geeton se sab ko
Behlana toh aasaan hain
Ghazalo se geeton se sab ko
Behlana toh aasaan hain
Has haskar lekin mehfil mein
Has haskar lekin mehfil mein
Dard ko gaana mushkil hain
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana mushkil hai
Dil ka lagana khel na jano.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top