“Dil Ki Dhadkan Bana” Song Details:
| Movie: | Mumtaz Mahal (1944) |
| Singer(s): | Khursheed Bano |
| Lyricist(s): | Wali Sahab |
| Composer(s): | Khemchand Prakash |
| Music Director(s): | Khemchand Prakash |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | Kidar Nath Sharma |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Khursheed, Madhubala, Chandra Mohan, Yakub |
Dil ki dhadkan bana liya unko
Dil ki dhadkan bana liya unko
Putliyon mein chhupa liya unko
Putliyon mein chhupa liya unko
Jinke choomein
Kadam bahaaron ne
Jinke choomein
Kadam bahaaron ne
Muskura kar lubha liya unko
Muskura kar lubha liya unko
Dil ki dhadkan bana liya unko
Toliyaan dhoondhtin hain taaron ki
Toliyaan dhoondhatin hain taaron ki
Maine jab se chura liya unko
Maine jab se chura liya unko
Dil ki dhadkan bana liya unko.


