Dil Ki Haalat Ko Koi Kya Jaane Lyrics

Dil Ki Haalat Ko Koi Kya Jaane Lyrics Lyrics

“Dil Ki Haalat Ko Koi Kya Jaane” Song Details:

Album/Label: Wadiyan (2001)
Singer(s): Runa Laila
Composer(s): Bhupinder Singh
Music Director(s): Bhupinder Singh
Genre(s): Ghazal
Music Label: © Tips Music
Starring: Bhupinder Singh, Runa Laila
Release on: 1st January, 2001

Yeh kaisa aye nikharte baadalo
Tum par shabaab aaya
Koi imaan kho baitha
Koi imaan ne aaya
Farishto ki ibadat se batao
Dushmani kyun hai
Kisi ke waaste koi
Tadap kar jaan de aaya

Dil ki haalat ko koi kya jaane
Dil ki haalat ko koi kya jaane
Yaa to hum jaane yaa khuda jaane
Dil ki haalat ko koi kya jaane

Subho ke saath hai hasee kirane
Raat saj jaaye chaand taaron se
Subho ke saath hai hasee kirane
Raat saj jaaye chaand taaron se
Ek hum hai ke kya muqaddar hai
Ek hum hai ke kya muqaddar hai
Koi rishta nahi baharon se
Kaash de de haaye
Kaash de de sukoon viraane
Yaa toh hum jaane yaa khuda jaane
Dil ki haalat ko koi kya jaane

Kya sitam hai ke motiyan boonde
Kachchey zakhmo ko gudgudaati hai
Kya sitam hai ke motiyan boonde
Kachchey zakhmo ko gudgudaati hai
In ghatao kya karen koi
Jo sada khoon hi rulaati hai
Ab kahaan jaayein haaye
Ab kahaan jaayein jee ko behlane
Yaa toh hum jaane yaa khuda jaane
Dil ki haalat ko koi kya jaane
Yaa toh hum jaane yaa khuda jaane
Dil ki haalat ko koi kya jaane.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top