Dil Lekar Dil Todne Wala Lyrics

Dil Lekar Dil Todne Wala Lyrics Lyrics

“Dil Lekar Dil Todne Wala” Song Details:

Album/Label: Mehboob Mere (1995)
Singer(s): Anuradha Paudwal, Anwar Hussain
Lyricist(s): Mumtaz Rashid
Composer(s): Anwar Hussain
Music Director(s): Anwar Hussain
Genre(s): Ghazal
Music Label: © T-Series
Starring: Anwar, Anuradha Paudwal

Release on: 1st January, 1995

Dil lekar dil todne wala
Dil lekar dil todne wala
Koi bhi hota aap na hote
Sheher mein tanhaa chhod ne wala
Sheher mein tanhaa chhod ne wala
Koi bhi hota aap na hote

Dil lekar dil todne wala
Koi bhi hota aap na hote
Sheher mein tanhaa chhod ne wala
Sheher mein tanhaa chhod ne wala
Koi bhi hota aap na hote
Dil lekar dil todne wala
Koi bhi hota aap na hote

Mujhko bhi ehsaas hain iska
Duniya ko bhi shikawa hain
Mujhko bhi ehsaas hain iska
Duniya ko bhi shikawa hain
Gair se rishta jod ne wala
Gair se rishta jod ne wala
Koi bhi hota aap na hote
Sheher mein tanhaa chhod ne wala
Koi bhi hota aap na hote
Dil lekar dil todne wala
Koi bhi hota aap na hote

Banke fakira aap ki khatir
Sehra sehra bhat ka hoon
Banke fakira aap ki khatir
Sehra sehra bhat ka hoon
Aise mein munh mod ne wala
Aise mein munh mod ne wala
Koi bhi hota aap na hote
Sheher mein tanhaa chhod ne wala
Koi bhi hota aap na hote
Dil lekar dil todne wala
Koi bhi hota aap na hote

Jute sanam ki pooja karke
Rashid ab kyun rote ho
Jute sanam ki pooja karke
Rashid ab kyun rote ho
Pathhar se sar todne wala
Pathhar se sar todne wala
Koi bhi hota aap na hote
Sheher mein tanhaa chhod ne wala
Koi bhi hota aap na hote
Dil lekar dil todne wala
Koi bhi hota aap na hote.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top