Dil Lena Khel Hai Dildar Ka Lyrics

Dil Lena Khel Hai Dildar Ka Lyrics Lyrics

“Dil Lena Khel Hai Dildar Ka” Song Details:

Movie: Zamaane Ko Dikhana Hai (1981)
Singer(s): R. D. Burman
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Dance
Director(s): Nasir Hussain
Music Label: © Universal
Starring: Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure,Amjad Khan
Release on: 30th December, 1981

Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi juutha yaar bhi jutha
Dekho mujhko dilawaalon ha
Paaya hai moka ho maine yaar kaa
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi juutha yaar bhi jutha
Dekho mujhko dilawaalon ha
Paaya hai moka ho maine yaar kaa

Vaadon pe inke na jaana
Baaton mein inki na aana
Vaadon pe inke na jaana
Baaton mein inki na aana
Are, vaadon pe inke na jaana
Baaton mein inki na aana
Inki mithi baaten ye matvaali aankhein
Zehar hai pyaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi juutha yaar bhi jutha
Dekho mujhko dilawaalon ha
Paaya hai moka ho maine yaar kaa

Inpe jawaani luta do
Ya zindgaani luta do
Are, inpe jawaani luta do
Ya zindgaani luta do
Are kuch bhi kar deewane rahenge ye anjaane
Rona hai bekaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi juutha yaar bhi jutha
Dekho mujhko dilawaalon ha
Paaya hai moka ho maine yaar kaa
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi juutha yaar bhi jutha
Dekho mujhko dilawaalon ha
Paaya hai moka ho maine yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top