Dil Main Umange Lyrics

Dil Main Umange Lyrics Lyrics

“Dil Main Umange” Song Details:

Movie: Ek Tha Ladka (1951)
Singer(s): Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s): Ehsan Elahi
Composer(s): Murari
Music Director(s): Murari
Genre(s): Happy (Feel Good)
Music Label: © Saregama
Starring: Bharat Bhushan, Geeta Bali, Tiwari, Jankidas, Omesh Sharma

Dil mein umange man mein tarange
Aayi milan ki raat ho aayi milan ki raat
Yeh raat suhani hai masti mein jawani
In shok nigaho mein ulfat ki hai baat
O ho aayi milan ki raat
Dil mein umange man mein tarange
Aayi milan ki raat ho aayi milan ki raat

Kahi pe gham ke badal chhaye
Baitha hai koi path saye
Baitha hai koi path saye
Yaha khushi ke nagmo mein hai
Rang rup ki barsat
O ho aayi milan ki raat
Dil mein umange man mein tarange
Aayi milan ki rat o aayi milan ki raat

Ghungat mein tere chand sitare
Karte hai madhosh ishare
Karte hai madhosh ishare
Aao tumko gale lagaye
Ab na chhute sath
O ho aayi milan ki raat.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top