“Dil Mein Ab Dard-E-Mohabbat” Song Details:
| Album/Label: | Sajda (1991) |
| Singer(s): | Lata Mangeshkar |
| Composer(s): | Jagjit Singh |
| Music Director(s): | Jagjit Singh |
| Genre(s): | Ghazal |
| Music Label: | © Saregama |
Dil mein ab dard-e-mohabbat
Ke siwa kuch bhi nahin
Dil mein ab dard-e-mohabbat
Ke siwa kuch bhi nahin
Zindagi meri ibaadat
Ke siwa kuch bhi nahin
Dil mein ab dard-e-mohabbat
Ke siwa kuch bhi nahin
Main teri baargah-e-naaz mein
Kya pesh karoon
Main teri baargah-e-naaz mein
Kya pesh karoon
Meri jholi mein mohabbat
Ke siwa kuch bhi nahin
Dil mein ab dard-e-mohabbat
Ke siwa kuch bhi nahin
Aye khuda mujh se na le
Mere gunaahon ka hisaab
Aye khuda mujh se na le
Mere gunaahon ka hisaab
Mere paas ashq-e-nadamat
Ke siwa kuch bhi nahin
Dil mein ab dard-e-mohabbat
Ke siwa kuch bhi nahin
Woh to mit kar mujhe
Mil hi gayee rahat warna
Woh to mit kar mujhe
Mil hi gayee rahat warna
Zindagi ranj-o-museebat ke
Siwa kuch bhi nahin
Dil mein ab dard-e-mohabbat ke
Siwa kuch bhi nahin.


