“Dil Rota Hai Baar Baar” Song Details:
| Movie: | Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo (2004) |
| Singer(s): | Sonu Nigam |
| Lyricist(s): | Sameer |
| Composer(s): | Anu Malik |
| Music Director(s): | Anu Malik |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Anil Sharma |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Amitabh Bachchan, Akshay Kumar, Bobby Deol, Divya Khosla, Sandali Sinha, Nagma |
| Release on: | 24th December, 2004 |
Aa…. Aa…. Aa…. Aa….
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Aa…. Aa…. Aa….
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Har ghadi bas teraa main
Aa.. Aa…. Aa
Har ghadi bas teraa main, raastaa dekhtaa hoon
Aa.. Aa…. Aa
Jeenaa hai mushkil teri yaad mein
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Aa…. Aa…. Aa.., hun.. Hun.. Hun
Kaise bhalaa bhuloon sanam, vo khushnumaa chaahat ke din
Aa…. Aa…. Aa..
Kyaa chaandni kyaa aashiyaan, viraan hai sab tere bin
Sirf tanhaaiyaan hain
Aa…. Aa…. Aa
Sirf tanhaaiyaan hain, gham ki parchhaaiyaan hain
Aa…. Aa…. Aa
Aur kuchh nahin hai teri yaad mein
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Aa…. Aa…. Aa…. Aa…. Aa…. Aa…. Aa…..


