Dil Se Tumhari Yaad Lyrics

Dil Se Tumhari Yaad Lyrics Lyrics

“Dil Se Tumhari Yaad” Song Details:

Movie: Chand Sitare (1948)
Singer(s): Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist(s): Aziz Kashmiri
Composer(s): Prem Nath
Music Director(s): Prem Nath
Genre(s): Sad
Director(s): I.C. Kapoor
Music Label: © Saregama
Starring: Manorama

Dil se tumhari yaad
Bhulayi na jaayegi
Dil se tumhari yaad
Bhulayi na jaayegi
Jalti hui sama ye
Bujhai na jaayegi
Jalti hui sama ye
Bujhai na jaayegi

Luta hai kisi ke pyar ne
Duniya se kya kahe
Duniya se kya kahe
Luta hai kisi ke pyar ne
Duniya se kya kahe
Duniya se kya kahe
Ye ghum bhari kahani
Sunayi na jaayegi
Ye ghum bhari kahani
Sunayi na jaayegi

Unka hai hamne
Apne chaman
Apne hath se
Unka hai hamne
Apne chaman
Apne hath se
Ujade chaman ki
Rakh udayi na jaayegi
Ujade chaman ki
Rakh udayi na jaayegi

O dil ke bagban
Tujhe ye khabar nahi
Ye khabar nahi
O dil ke bagban
Tujhe ye khabar nahi
Ye khabar nahi
Murjha gayi kali.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top