Dil Unse Kehte Lyrics

Dil Unse Kehte Lyrics Lyrics

“Dil Unse Kehte” Song Details:

Movie: Surajmukhi (1950)
Singer(s): Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Gulshan Jalalabadi, Rajendra Krishan
Composer(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director(s): Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): O.P. Dutta
Music Label: © Columbia Records
Starring: Shyam, Rehana, Gope, Mukri, Hafiz Khan, Durga Khote, Randhir Kapoor, Cuckoo, Yashodhara

Dil unse kehte darta hai
Dil unse kehte darta hai
Par unki tamanna
Karta hai karta hai
Dil unse kehte darta hai
Dil unse kehte darta hai

Dil mein umange ji mein tarange
Aashao ne ghera
Aashao ne ghera
Man nagri par teri kisne
Man nagri par teri kisne
Dal diya hai dera
Dal diya hai dera
Is saukh ada par
Marta hai marta hai
Dil unse kehte darta hai
Dil unse kehte darta hai

Meetha meetha dard hai man mein
Meetha meetha dard hai man mein
Ang ang lahraye ang ang lahraye
Jaam mein khushiya nach rahi hai
Jaam mein khushiya nach rahi hai
Yeh kiski raah sajaye
Yeh kiski raah sajaye
Yeh kiski tamanna
Karta hai karta hai
Dil unse kehte darta hai
Dil unse kehte darta hai

Nazro mein hai prem sandeshe
Nazro mein hai prem sandeshe
Hotho par paigam
Hotho par paigam
Sambhal sambhal
Kar kadam uthana
Ho na kahi badnam
Ho na kahi badnam
Dil badnami se
Darta hai darta hai
Dil unse kehte darta hai
Dil unse kehte darta hai
Par unki tamanna
Karta hai karta hai
Dil unse kehte darta hai
Dil unse kehte darta hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top