Dil Yeh Bahalta Nahin Lyrics

Dil Yeh Bahalta Nahin Lyrics Lyrics

“Dil Yeh Bahalta Nahin” Song Details:

Movie: Shaadi Karke Phas Gaya Yaar (2006)
Singer(s): Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan
Lyricist(s): Salim Bijnori
Composer(s): Daboo Malik
Music Director(s): Daboo Malik
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): K. S. Adhiyaman
Music Label: © Tips Music
Starring: Salman Khan, Shilpa Shetty
Release on: 4th August, 2006

Dil yeh bahalta nahin hai
Jab tak na dekhoon tujhe
Har pal karoon intezaar
Kyon ho gaya mujhko pyaar
Deewana ho gaya dil
Deewana ho gaya dil
Karoon kya kuch to
Bata jaan e jaan

Dil yeh bahalta nahin hai
Jab tak na dekhoon tujhe
Har pal karoon intezaar
Kyon ho gaya mujhko pyaar
Deewana ho gaya dil
Deewana ho gaya dil
Karoon kya kuch to
Bata jaan e jaan

Pehle bhi hum tum mile the
Par aisi haalat na thi
Pehle bhi bechain tha dil
Aise qayamat na thi

Khud ko na rok paoon
Bas tere paas aoon
Ke dil pe zor chalta nahin

Dil yeh bahalta nahin hai
Jab tak na dekhoon tujhe
Har pal karoon intezaar
Kyon ho gaya mujhko pyaar


Deewana ho gaya dil
Deewana ho gaya dil
Karoon kya kuch to
Bata jaan e jaan

Duniya lage hai nayi si
Chaahat puraani lage
Main hi nahin hoon deewana
Tu bhi deewani lage

Tune jo naam kaha hai
Maine woh sun liya hai
Tumhaara dil sambhalta nahin

Dil yeh bahalta nahin hai
Jab tak na dekhoon tujhe
Har pal karoon intezaar
Kyon ho gaya mujhko pyaar

Deewana ho gaya dil
Deewana ho gaya dil
Karoon kya kuch to
Bata jaan e jaan.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top