Dil Yeh Khamakha Lyrics

Dil Yeh Khamakha Lyrics Lyrics

“Dil Yeh Khamakha” Song Details:

Movie: Saansein: The Last Breath
Singer(s): Dev Negi
Lyricist(s): Rakesh Kumar (Kumaar)
Composer(s): Vivek Kar
Music Director(s): Vivek Kar
Genre(s): Love, Romantic
Director(s): Rajiv S. Ruia
Music Label: © T-Series
Starring: Rajneesh Duggal, Sonarika Bhadoria, Hiten Tejwani, Vishal Malhotra, Neetha Shetty, Amir Dalvi
Release on: 25th November, 2016

Tum mere ho tum dil se kahe
Tum saath mere har pal raho

Tum mere ho tum
Dil se kaho
Tum saath mere
Harpal raho
Chahu main ye chahu
Chaho mujhko tum zara
Dil yeh khamakha nahi dhadka
Hai asar ye teri nazro ka
Dil yeh khamakha nahi dhadka
Hai asar ye teri nazro ka

Raaho mein tum jo mile
Lamhe hai ruke ruke tujh pe hi
Tujh pe hai meri nazar
Teri bhi nazar pade mujhpe hi
Tum se milke mili saans lene ki wajah
Dil yeh khamakha nahi dhadka
Hai asar ye teri nazro ka
Dil yeh khamakha nahi dhadka
Hai asar ye teri nazro ka
Dil yeh khamakha nahi dhadka
Hai asar ye teri nazro ka.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top