“Dost Ban Kar” Song Details:
| Album/Label: | Ae Gandumi Rangat Waali Vol 2 |
| Singer(s): | Khalil Haider |
| Composer(s): | Khalil Haider |
| Music Director(s): | Khalil Haider |
| Genre(s): | Ghazal |
| Starring: | Khalil Haider |
| Release on: | 1st January, 2007 |
Dost ban kar bhi nahi saath nibhane wala

Wohi andaaz hai zaalim ka zamane wala

Kya kahe kitane marazim they hamare usse

Woh jo ik shaks hai munh ferke jaanewala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamanewala
Dost ban kar bhi nahi saath nibhane wala
Tere hotey huye aa jaati thi saari duniya

Aaj tanha hoon toh koi nahi aane wala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane wala
Dost ban kar bhi nahi saath nibhane wala
Muntazir kiska hoon tuti huyi dehliz pe main

Koan aayega yahaan pe kaun aane wala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane wala
Dost ban kar bhi nahi saath nibhane wala
Tum takalluf ko aklaas samjhte ho faraaz

Dost hota nahi har haath milane wala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane wala
Dost ban kar bhi nahi saath nibhane wala
Wohi andaaz hai zaalim ka zamane wala
Dost ban kar bhi nahi saath nibhane wala.