Dost Ghamkhari Mein Lyrics

Dost Ghamkhari Mein Lyrics Lyrics

“Dost Ghamkhari Mein” Song Details:

Album/Label: Nayaab (1993)
Singer(s): Sudhir Narain
Lyricist(s): Mirza Ghalib
Composer(s): Sudhir Narain
Music Director(s): Sudhir Narain
Genre(s): Ghazal
Starring: Sudhir Narain

Dost ghamkhari mein meri
Sahi farmaayenge kyaa
Dost ghamkhari mein meri
Sahi farmaayenge kyaa
Zakhm ke bharne talak
Naakhun na badh aayenge kya
Zakhm ke bharne talak
Naakhun na badh aayenge kya

Bemiyaazi had se guzari
Banda parvar kab talak
Bemiyaazi had se guzari
Banda parvar kab talak
Hum kahenge haale dil aur
Aap farmayenge kyaa
Hum kahenge haale dil aur
Aap farmayenge kyaa

Hazrate naa se gar aaye
Didao dil farsh raah
Hazrate naa se gar aaye
Didao dil farsh raah
Koi mujhko ye to samja do
Ke samjayenge kya
Koi mujhko ye to samja do
Ke samjayenge kya

Khana zade zulf hai
Zanjeer se bhagenge kyun
Khana zade zulf hai
Zanjeer se bhagenge kyun
Hai giraftaare wafa
Zinda se gabhrayenge kyaa
Hai giraftaare wafa
Zinda se gabhrayenge kyaa
Zakhm ke bharne talak
Naakhun na badh aayenge kya
Zakhm ke bharne talak
Naakhun na badh aayenge kya
Dost ghamkhari mein meri
Sahi farmaayenge kyaa.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top