“Doston Ki Haqeeqat” Song Details:
| Movie: | Laila |
| Singer(s): | Kishore Kumar |
| Lyricist(s): | Saawan Kumar Tak |
| Composer(s): | Usha Khanna |
| Music Director(s): | Usha Khanna |
| Genre(s): | Dance |
| Director(s): | Saawan Kumar Tak |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Master Nissarm Jehan Ara, Anil Kapoor, Poonam Dhillon, Sunil Dutt, Pran |
| Release on: | 7th September, 1984 |
Doston ki haqeeqat jo humpe khuli
Dusmano pe hame pyar aane laga
Ik jara sa hi sach kaha gaya tha ye dil
Doston ki hakikat jo humpe khuli
Dekhiye ruth kar yar jane laga
Doston ki hakikat jo humpe khuli
Dusmano pe hame pyar aane laga
Bewafai hasino ka dastur hai
Tod kar mera dil kitne magrur hai
Ye jo badle to hum bhi badal jayenge
Chahne wale humko bhi mil jayenge
Inke harjai pan ka chalan dekh kar
Dusmano pe hame pyar aane laga
Doston ki haqeeqat jo humpe khuli
Dusmano pe hame pyar aane laga
Kal talak to wafa ki ye taswir the
Haye meri mohabbat ki takdir the
Ho bewafai ki ab jinda taswir hai
Julm karte hai jalim hai bepir hai
Inke harjai pan ka chalan dekh kar
Dusmano pe hame pyar aane laga
Doston ki haqeeqat jo humpe khuli
Dusmano pe hame pyar aane laga
Ik jara sa hi sach kaha gaya tha ye dil
Dekhiye ruth kar yar jane laga.


