Dukh Se Bhara Hua Hai Dil Lyrics

Dukh Se Bhara Hua Hai Dil Lyrics Lyrics

“Dukh Se Bhara Hua Hai Dil” Song Details:

Movie: Jan Pahchan (1950)
Singer(s): Shankar Dasgupta
Lyricist(s): Shakeel Badayuni
Composer(s): Khemchand Prakash, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Music Director(s): Khemchand Prakash, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Genre(s): Sad
Director(s): Fali Mistry
Music Label: © Saregama
Starring: Raj Kapoor, Nargis Dutt, Jeevan, Shyama, Mukri, Dulari, Neelam, Amar, Sankatha

Dukh se bhara hua hai dil,
Jeene mein kuchh maja nahi
Dukh se bhara hua hai dil,
Jeene mein kuchh maja nahi
Tut gaye sab asare
Tut gaye sab asare
Abb koyi asara nahi
Dukh se bhara hua hai dil

Dard se dil nidhal hai,
Aaj yeh apna hal hai
Dard se dil nidhal hai,
Aaj yeh apna hal hai
Ruthi huye hai zindagi
Ruthi huye hai zindagi
Maut ka bhi pata nahi
Dukh se bhara hua hai dil

Bigade huye nasib ne,
Lut liya chaman mera chaman mera
Bigade huye naseeb ne,
Lut liya chaman mera chaman mera
Hay kija hay kija to gham na kar,
Hay kija to gham na kar
Teri koyi khata nahe
Dukh se bhara hua hai dil
Jeene mein kuchh maja nahi
Dukh se bhara hua hai dil.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top