Duniya Ke Shiqaayat Kaun Kare Lyrics

Duniya Ke Shiqaayat Kaun Kare Lyrics Lyrics

“Duniya Ke Shiqaayat Kaun Kare” Song Details:

Movie: Toofan (1955)
Singer(s): Shiv Dayal Batish
Lyricist(s): Gafil Harnalvi
Composer(s): Shiv Dayal Batish
Music Director(s): Shiv Dayal Batish
Genre(s): Playful
Director(s): Haidar Shah
Music Label: © Saregama
Starring: Sabiha Khanum, Asha Posley, Shola, Sudhir, Munawwar Sultana, Zarif

Duniya ke shiqaayat kaun kare
Duniya se shiqaayat kaun kare
Armaan bhara dil tut gaya
Ye kaun aaya chupke chupke
Khushiyon ke chaman ko lut gaya
Duniya se shiqaayat kaun kare ae

Ye kaisi bahaarein hain jin mein
Ye kaisi bahaarein hain jin mein
Aasha ke kamal murjhaane lagey
Aasha ke kamal murjhaane lagey
Woh daaman bhi kya daaman hai
Woh daaman bhi kya daaman hai
Jo haath mein aakar chhut gaya
Duniya se shiqaayat kaun kare ae

Jalti hai chitaa jo dil mein tere
Aahon se laga ashqo se bujhaa
Aahon se laga ashqo se bujhaa
Jal jal ke muhabbat kehti hai
Jal jalke muhabbat kehti hai
Dil tut gaya dil tut gaya
Dil tut gaya haaye tut gaya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top