Duniya Ko Chhod Ke Lyrics

Duniya Ko Chhod Ke Lyrics Lyrics

“Duniya Ko Chhod Ke” Song Details:

Movie: Umar 55 Ki Dil Bachpan Ka
Singer(s): Alka Yagnik
Lyricist(s): Yogesh Gaud
Composer(s): Dilip Sen, Sameer Sen
Music Director(s): Dilip Sen, Sameer Sen
Genre(s): Romantic
Director(s): Ajay Mehra
Starring: Kader Khan, Shakti Kapoor, Anupam Kher, Dinesh Hingoo, Aruna Irani, Shashi Kiran, Swapna, Tiku Talsania, Akshay Anand, Ruchika Pandey, Sripada, Gulshan Grover, Chandni, Shradha
Release on: 27th November, 1992

Duniya ko chhod ke
Rashmon ko tod ke
Aa jaa chale door kahin
Yeh pyaar ki manzil nahin
Darna bhala kya hain
Sansaar se
Taaqat badi na pyaar se
Aa meri jaan baahon mein aa
Duniya ko chhod ke
Rashmon ko tod ke

Tum jo mile toh
Sang sang chale toh
Sapne sanwar gaye
Rango mein dhal ke
Khushiyon ke pal yeh
Daaman mein dhal gaye
Tum jo mile toh
Sang sang chale toh
Sapne sanwar gaye
Rango mein dhal ke
Khushiyon ke pal yeh
Daaman mein dhal gaye
Darna bhala kya hain
Sansaar se
Taaqat badi na pyaar se
Aa meri jaan baahon mein aa
Duniya ko chhod ke
Rashmon ko tod ke

Jab koi yaar karta hain pyar
Jalta hai kyun jahaan
Humne padhi hain
Tumne suni hain
Zulmon ki daastaan
Jab koi yaar karta hai pyar
Jalta hain kyun jahaan
Humne padhi hain
Tumne suni hain
Zulmon ki daastaan
Darna bhala kya hain
Sansaar se
Taaqat badi na pyaar se
Aa meri jaan baahon mein aa
Duniya ko chhod ke
Rashmon ko tod ke.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top