“Dushman Se Loha Lene Ko” Song Details:
| TV Show: | Dharti Ka Veer Yodha Prithviraj Chauhan (2006) |
| Composer(s): | Ravindra Jain |
| Music Director(s): | Ravindra Jain |
| Genre(s): | Folk |
| Director(s): | Noel Smith, Krishnakant Pandey, Manish Singh |
| Starring: | Rajat Tokas, Mugdha Chaphekar, Richa Mukherjee, Chinki Jaiswal, Vimmy Bhatt, Jas Arora, Sidharth Malhotra, Sunila Karambekar, Mehul Vyas, Harsh Rajput, Raja Gulati, Gaurav Kumar, Jay Soni |
| Release on: | 12th May, 2006 |
Dushman se loha lene ko,
Ho dushman se loha lene ko,
Date hue hai rann me veer,
Hila na paaye path se unko,
Ho chahe bhale ya teer,
Tut pade hai shatru pe,
Woh girte hai muh ke bal,
Bhaag rahe hai dushman,
Charo aur machi hai ek hulchul,
Koi kartab kaam na aaya
Koi kartab kaam na aaya
Dushman ke hai hosh ude,
Tut pade hai shatru pe,
Woh girte hai muh ke bal,
Bhaag rahe hai dushman,
Charo aur machi hai ek hulchul,
Koi kartab kaam na aaya
Koi kartab kaam na aaya
Dushman ke hai hosh ude,
Kal thak the jo maharathi,
Woh kha rahe hai dhul pade,
Reh gayi unki aakal dhari
Reh gayi unki aakal dhari
Aur nikal gaya sara abhimaan,
Jai jai prithviraj chauhan
Jai jai prithviraj chauhan
Jai jai prithviraj chauhan
Jai jai prithviraj chauhan.


